Elementor #921

Tafseer Ul Quran

Tafseer Ul Quran

1 / 26

Introduction(Required)

2 / 26

Marne wale par lazim nahi hai ke wasiat kare.

3 / 26

Talaq ke baad 4 haiz ki iddat hai.

4 / 26

Teesri talaq ke baad bhi ruju ki gunjaish hai.

5 / 26

Hurmat wale mahine me nikah karna mana hai.

6 / 26

Aakhirat par iman ka matlab insan apne aamal ki fikr na karen.

7 / 26

Surah al baqarah ko surah shifa bhi kaha jata hai.

8 / 26

Hijrat ke baad utaari jane wali surah ko madni surat kehte hain.

9 / 26

Agar shohar foat hojaye to aurat ki iddat 4 mah 10 din hai.

10 / 26

Firaun misr ka badshah tha wahan badi tadaad yahudiyon ki thi.

11 / 26

Jo Allah ki raah me maare jate hain unko mara hua nahi kehte.

12 / 26

Maani batayen - (اقرب)

13 / 26

_____ log hain jo Allah ki taraf se hidayat par honge, yahi log kamyab hain

14 / 26

Quran majeed mein rooh ul qudus _____ ko kaha gaya hai.

15 / 26

Qisaas ka matlab _____ se badla hai.

16 / 26

Maani batayen - (وعملوا)

17 / 26

Sab se pehle nazil hone wali wahi 'iqra' thi, is ke maani _____ hai.

18 / 26

Maani batayen - (یختلفون)

19 / 26

Allah taala ne hazrat moosa alaihissalam ko _____ raaton ka wada kiya tha.

20 / 26

Haroot aur maroot _____ the.

21 / 26

Mukammal quran majeed kitne arse me nazil hua ?

22 / 26

Qasm torhne ka kaffara _____ din ke roze lagatar rakhna 'ya' ____ miskeenon ko khana khilana hai.

23 / 26

______ ke zamane ke yahudiyon ko hafte ke din machli pakadna mana tha.

24 / 26

Allah taala iman walon ko keh rahe hain ke sabr aur _____ se madad hasil karo.

25 / 26

Sab se pehli wahi _____ mein nazil hui.

26 / 26

Israeel __________ ka naam tha.

JAZAKALLAH! Please wait 5 seconds while we process your result

Leave a Reply